Instagram Par 2 Account Kaise Banaye: जानिए पूरी जानकारी
Kya aap jante hai ki Instagram Par 2 Account Kaise Banaye, pehle ye thoda mushkil tha halanki aaj, aap kuch steps ko follow karte hue Instgarm ke 2 account bana sakte hai. Isme sabse maze ki baat ye hai ki aapko isme doosra acount swith karne ke liye pehle account ko log out bhi nahi karna padega.
Aksar Instagram user apne 2 account banate hai halanki, aisa karna mushkil jab ho sakta hai jab aapko yeh karna na aata ho. Apne is article me mene aapko step by step samjhaya hai ki kaise aap apne pehli ID ko bina delete kiye doosra account bhi create kar sakte hai.
Instagram Par 2 Account Kaise Banaye: सभी स्टेप्स को फॉलो करे
Agar aap apne Instagram par doosre account ko bhi add karna chahte hai jiske liye aapko sabse pehle acount create karna padega aur iske E-mail Id Honi chahiye. Kyonki account ko banane ke liye aapko doosri E-mail Id ki zaroorat nahi padegi aap ek amil ID se 5 account create kar sakte hai. Isliye aap sirf hmaare steps ko follow karte hue apne doosri Id banane par focus kare.
Instagram Par 2 ID Kaise Banaye: इंस्टाग्राम पर 2 ID कैसे बनाएं
Step 1. Aap sabe pehle instagram openkarke aap usme apni Current ID log In karenge.
Step 2. Aap Instagram ke homepage par aa jaayenge yahan par aap apni Profile logo par click kare aur ab teen lines wale icon par click kare.
Step 3. Aapke saame kai options honge aapko neeche scroll karke add account par click karke Create New Account par click karna hai.
Step 3. Ab yahan par aapko apna Username aur Password likhna hai aur uske baad aap next par click kare.
Step 4. Ab aapko Complete Sign Up option par click karna hai.
Step 5. Jaise hi is option click karte hai to aapko Facebook Suggestion ka option dikhaayi dega, isko aap complete ignore kare aur skip par click kare.
Step 6. Iske baad aapko Contact Allow Access ka option milta hai jisko aap skip bhi kar sakte hai aur jaise hi aap skip par click karenge. Aapko profile set karne ka option milega, yahan aapko apni profile lagani hai.
Step 7. Ab aapko “Invite Freinds To Follow You” milega ise bhi aapko skip hi kar dena hai. iske baad aapko kuch account ki list dikhegi inko aap follow bhi kar sakte hai, warna Next par click kare ab aapka account tayyar ho gaya hai.
इंस्टाग्राम पर दूसरी ID पर स्विच कैसे करेंगे
Jab aapka account poori tarh se ready ho jaata hai to aapko apni pehli ID se Instagram par dusri id par jaane ke liye log out nahi karna padega. Balki sirf switch option ka istemaal karke Pehle account se doosre par jaa sakenge. neeche samjhaaya gaya hai ki kaise aap aisa kar sakte hai.
-
Aapko Instagram par apni ID open karni hai aur Profile section me jaakar upar diye Username option par click karna hai. Ab saame wo sabhi account aa jayenge jo aapki ID par Log-in honge aapko doosre account par swicth karne ke liye usi account par click kar dena hai.
Ek Instagram Mein Do Id Kaise Chalayen: इंस्टाग्राम में दो आईडी कैसे चलाएं
Instagram par do account chala sakte hai aur aisa karne ke liye apko sabse pehle apne Email Id se doosra account create karna hoga halanki, dhyaan rakhe ki aapki ek amil Id se sirf 5 account ban sakte hai. Isliye agar email se 5 ID pehle hi create ho chuki hai to aapko doosri email zaroor chahiye hogi. Iske baad aap apna doosra Instagram par New account create kar sakte hai aur Instagram par 2 ID chala sakte hai.